Global Warming

 


Kehty hain hum jisy global warming

Deti hai ye dunya ko khulay aam warning

Industrialization ho ya ho farming

Zindagi rehti hai ab under warning

Kachra bhi hai jahan ma jalta

Duniya ko ye bhi hai khalta

Dhuaan uthty dekho ge tum jahan

Khatraat mandlaty hain ab yahan

Aaluda hai sar zameen or asmaan bhi

Katay hain darakht hum insano ne hi

Hum insan hain iske zimehdar is qadar

Ke Barhti tarakkiyon ke agay andhy hain magar

Tarakki yafta mansobon ka ho jesy muqabla

Betha hai logon ka jesy be-ghar qaafla

Jungle hai na hai haryali

Ye duniya junglon ke bina hai jesy khali

Is duniya ki in darkhton ke bina hai jaan jati

Ye duniya nahi hai humse ab sambhali jati

Comments

Popular posts from this blog

DEPRESSION / MENTAL HEALTH

Arts and Culture

T E R I Y A A D