T E R I Y A A D

T E R I Y A A D Mere wajood ko jo khushbu teri mehkati hai Har ik sans ma jesy jaan parr jati hai Teri Kami jesy mjh ma nazar ati hai Har nazar jab tjh ko pukarti hai Aag bhi jesy mom ko rulati hai Khuwab ma yaad teri jab satati hai Mat pucho ke ankh q num hojati hai Be-sukooni phir yun hojati hai Udasi ka khasa, hai bechain kr jati hai Tarapta hun machalta hun subha hojati hai Magar zindagi ka kia hai Woh tw subha se shaam hojati hai.